8 Jul 2026 · 6 min
Lakshman Ne Urmila Ko Saath Kyun Nahi Liya?
Kya aapne kabhi socha hai... agar Bhagwan Ram Mata Sita ko apne saath van le gaye, to Lakshman ji Urmila ko saath kyun nahi le gaye? Ramayan ki yeh kahani sirf Lakshman ke kartavya ki nahi, balki Urmila ke us maun tyag ki bhi hai jiske baare mein bahut kam log baat karte hain. 🙏 Jai Shri Ram #Ramayan #Lakshman #Urmila #LordRama #SitaMata #RamKatha #IndianMythology #SanatanDharma #Spirituality #Podcast #LifeLessons








